Posts

Showing posts from March, 2012

Kab ke bichde huye hum aaj yaha aake mile hai...

Image
While browsing some old docs...i came across this poem of two love birds which I wrote in 2007 and I am happy to post the same... Do pyar karne wale ek sunsaan sadak pe mile pyar ki nishaniya dono ne di ek padosi ne unko raho me dekha aur unka pyar jo zamane se chupa tha aaj vo samne aa gaya dono ka izhaar aaj zamane ki nazro me aa gaya par zamane ne dono ke pyar ko inkaar kiya. Vo kya karte ek uttar to ek dakshin tha yahi baat pe sabne unke pyar ko inkaar kiya par ye dil jispe a jaye uska kya kare pyar vo jisse kar le uska kya kare. Duniya ko samjhaya par vo na mane do pyar karne walo ko alag hi karna tha unhe dono ek dusre pe marte the ek dusre se alag nahi reh sakte the. Fir dono ne faisla kiya saath ji to na sake to saath marne ka vada kiya aur ek saath maut ki aagosh me kho gaye ek dusre ki baaho me so gaye. Fir ek din sadak ke kinare, sardi ke mausam me dono ne ek dusre ko dekha aur dekhte hi reh gaye jaise pehli nazar me hi p